Song : Kyon Ki Itna Pyar
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Sameer
Singers : Alka Yagnik, Udit Narayan


Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham ...2
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham


Hamare Dil Ki Tum Thodi Si Kadar Kar Lo
Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo....
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham


Tune O Jana Deewana Kiya Hain
Deewana Kiya Is Kadar ...2
Chahat Mein Teri Bhulaya Jahan Ko
Na Dil Ko Kisiki Khabar ...2
Rago Men Mohabbat Ka Ehsas Jara Bhar Lo
Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham


Tumse Hain Sansen Tumse Hain Dhadkan
Tumhise Hain Deewangi ...2
Rab Ne Hame Di Hain Tumhare Liye Zindagi
Tumhare Liye Zindagi
Wada Sang Jeene Ka Tum Jane Jigar Kar Lo


Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham.


Post a Comment

 
Top